Bahar dekha toh har taraf safeedi chahi thi.
Aakho ko meed kar phir dekha,
toh charo taraf kohra dekhi deya.
Duur duur tak raho ka neeshaan na tha,
insaan toh kya makaan ka pata na tha.
Halki se thand ek taazgi le aayi,
josh aur utsah ke saath din ke suruvaath kani chahi.
Nikli un adishay raho par, is umeed se ke mil jayegi manzil,
chal padi raho par, sab kuch saaf nazar aane laga.
Rahe saaf dikhaiye de, magar manzil par he parshnchin lagne laga,
kohra toh saaf ho gaya, magar zindagi par kohra pad gaya.
No comments:
Post a Comment